Wo Jazbon Ki Tijaret Thi Ye Dil Kuch Or Smjha Tha
Usay Hansane Ki Adat Thi Ye Dil Kuch Or Smjha Tha
Mujhe Us Ne Kaha K Aoo Nai Duniya Basata Hain
Usay Sooji Shararat Thi Ye Dil Kuch Or Smjha Tha
Humesha Us Ki Aankhon Main Dhanak Se Rang Hote Thay
Yeh Us Ki Aam Halet Thi Ye Dil Kuch Aur Smjah Tha
Wo Mere Pas Baithe Dair Tak Ghazlain Meri Sunta
Usay Khud Se Mohabat Thi Ye Dil Kuch Aur Smjha Tha
Mere Kandhay Pe Ser Rakh Kar Kahin Jo Kho Gayae They
Wo Ik Waqti Inayat Thi Yeh Dil Kuch Or Smjha Tha
Mujhe Wo Daikh Kar Aksar Nigahain Phair Lete They
Ye Der Perda Hakarat Ti Ye Dil Kuch Aur Samjah Tha..

No comments:
Post a Comment